Top famous hazrat imam Ghazali quotes in urdu
- Imam Ghazali Quotes In Urdu
- Imam Ghazali Quotes On Love
- Imam Ghazali Quotes On Education
- Imam Ghazali Quotes Best Quotes
- Imam Ghazali Quotes In Arabic
- Imam Ghazali Quotes Motivational
- Imam Ghazali Quotes Islamic
- Famous Imam Ghazali quotes in urdu
- Imam Al Ghazali quotes in urdu
- Imam Ghazali quotes in hindi
- Imam Ghazali quotes in roman english
- Marriage imam ghazali quotes in urdu
Top 20 Imam Ghazali Quotes Full of Wisdom
In this, you will read Imam Ghazali quotes in Urdu. These quotes are selected from his various books and work. All sayings are filled with inspiring life lessons.
You can learn a lot from these advice quotes and words. These Urdu Quotes are a great source of inspiration. You can find motivation and life lessons in Imam Ghazali Quotes. Read these words to bring a positive change in your life.
You can learn a lot from these advice quotes and words. These Urdu Quotes are a great source of inspiration. You can find motivation and life lessons in Imam Ghazali Quotes. Read these words to bring a positive change in your life.
Famous Imam Ghazali quotes in urdu
![]() |
Famous-Imam-Ghazali-quotes-in-urdu |
Imam Ghazali quotes in urdu
“jhooti baatein aur jhooti
qisam khana yeh nihayat
zabardast gunah hai’’
Imam Ghazali quotes
جھوٹی باتیں اور جھوٹیقسم کھانا یہ نہایت
!!زبردست گناہ ہے
![]() |
Imam-ghazali-quotes-in-Urdu |
Imam Al Ghazali quotes in urdu
“Momin par laanat karna
is ko qatal karne ke
mutradif hai’’
Imam Ghazali quote
مومن پر لعنت کرنااس کو قتل کرنے کے
!!مترادف ہے
![]() |
Imam-Ghazali-quotes |
Famous Imam Ghazali quotes in urdu
“Laanat karna nihayat mazmoom hai
chahay aadmi ho, ya keera ho, yeh janwar
har shai par laanat karna nihayat bura
hai’’
Hazrat Imam Ghazali quotes
لعنت کرنا نہایت مذموم ہےچاہے آدمی ہو، یا کیڑا ہو، یہ جانور
ہر شے پر لعنت کرنا نہایت برا
!!ہے
![]() |
Quotes-Imam-Ghazali |
Imam Ghazali quotes in urdu images
اگر کوئی شخص تمام عمر ابلیس پر لعنت کرے
تو قیامت میں اس سے یہ سوال نہ کیا جائے گا
کہ تو نے لعنت کیوں نہ کی اور اگر کسی نے کسی
پر لعنت کی تو اس میں پرسسش کا خطرہ ہو گا کی
لعنت کیوں کی؟ اور کس لیے کی؟
![]() |
Best-imam-Ghazali-quotes-in-urdu |
Motivational imam Ghazali quotes in urdu
“Koi shakhs tairay dost ko bura kahe
aur tujhe gussa nah aaye to yeh is baat
ki Daleel hai ke tujhe is ke sath
asal dosti nahi’’
Quotes by imam Ghazali
کوئی شخص تیرے دوست کو برا کہےاور تجھے غصہ نہ آئے تو یہ اس بات
کی دلیل ہے کہ تجھے اس کے ساتھ
!!اصل دوستی نہیں
![]() |
Quotes-from-Imam-Ghazali |
Inspirational imam Ghazali quotes in urdu
“Janna chahiye ke jab jaahil ki dosti dil par ghalib ho
jaye to yeh dil ki bemari hai aur is ke ilaaj ki
zaroorat hai kyunkay yeh maal ki mohabbat ki terhan nifaq
riya jhoot makkari adawat hasad jhagray
gunaaho ki taraf khainchti hai’’
Imam Al Ghazali quotes
جاننا چاہیے کہ جب جاہل کی دوستی دل پر غالب ہوجائے تو یہ دل کی بیماری ہے اور اس کے علاج کی
،ضرورت ہے کیونکہ یہ مال کی محبت کی طرح نفاق
ریا جھوٹ مکاری عداوت حسد جھگڑے
!!گناہوں کی طرف کھینچتی ہے
![]() |
Quotes-by-Imam-Ghazali |
Imam Ghazali quotes Islamic
“ Jhoot bolna is liye haraam hai ke dil par assar
karta hai aur dil ki shakal ko terha kar deta hai
aur siyah bana deta hai agar jhoot kisi Maslehat
ki bana par par bola jaye magar dil mein usay makrooh hi
jane to jhoot bolna haraam nahi’’
Imam Ghazali best quotes in urdu
جھوٹ بولنا اس لیے حرام ہے کہ دل پر اثرکرتا ہے اور دل کی شکل کو ٹیڑھا کر دیتا ہے
اور سیاہ بنا دیتا ہے اگر جھوٹ کسی مصلحت
کی بنا پر پر بولا جائے مگر دل میں اسے مکروہ ہی
!!جانے تو جھوٹ بولنا حرام نہیں
![]() |
Imam-ghazali-quotes-in-hindi |
Nafs Wo Bhooka Kutta Hai imam Ghazali quotes
“Nafs wo kutta hai jo insaan se galat kaam karwane ke liye us waqt tak bhonkta rehta hai jab tak wo galat kaam karwa na le aur jab insaan wo kaam kar leta hai to ye kutta so jaata hai lekin sone se pehle zameer ko jaga jaata hai’’
Imam Ghazali
نفس وہ کتا ہے جو انسان سے غلط کام کروانے کے لیے اس وقت تک بھونکتا رہتا ہے
جب تک وہ غلط کام کام کروانہ لے
اور جب انسان وہ کام کر لیتا ہے
تو یہ کتا سو جاتا ہے
لیکن سونے سے پہلے ضمیر کو جگا جاتا ہے
![]() |
20-imam-Ghazali-quotes-in-urdu |
Al Ghazali quotes in urdu
“Har cheez ko uski zid se
hi toda ja sakta hai’’
Best Aqwal imam Ghazali
ہر چیز کواس کی ضد سے ہی
توڑا جا سکتا ہے۔
![]() |
Hazrat-Imam-Ghazali-quotes-in-urdu |
Imam Ghazali quotes on love
“Shahwat jitni zyada hogi utna hi zyada
sawab uski mukhalifat karne
wale ko milega’’
Quotes of imam Ghazali in urdu
شہوت جتنی زیادہ ہو گیاتنا ہی زیادہ ثواب
اس کی مخالفت کرنے والے کو ملے گا۔
![]() |
Imam-Al-Ghazali-quotes-urdu |
Hazrat Imam Ghazali Quotes
“Har kaam ki ibteda aankh
se hi hoti hai’’
Hazrat Imam Ghazali Aqwal e zareen
ہر کام کی ابتدا
آنکھ سے ہی ہوتی ہے۔
![]() |
Imam-Ghazali-quotes-on-love |
Imam Ghazali Aqwal
“Jis shakhs ko dunya ki tijarat apne andar
yun dubale ke usey akhirat ki tijarat yaad hi
na rahe wo yaqeenan bada badbakht hai’’
Imam Ghazali quotes urdu
جس شخص کو
دنیا کی تجارت اپنے اندر یوں ڈبا لے
کہ اسے آخرت کی تجارت یاد ہی نہ رہے
وہ یقیناً بدبخت ہے۔
![]() |
Imam-Ghazali-quotes |
“Khwahish par gaalib aana
farishton ki sifat hai
aur khwahish se magloob hona
janwaron ki’’
Imam Ghazali (Rahmatullah) Ne Farmaya
خواہش پر غالب آنافرشتوں کی صفت ہے
اور خواہش سے مغلوب ہونا
جانوروں کی۔
![]() |
امام-غزالی-کے-اقوال |
Imam Ghazali ra quotes
“Duniya ka talabgar
samundar ka paani peene wale ki tarah hai
ke jis qadr peeta hai
pyaas aur lagti hai’’
امام غزالی کے اقوال
دنیا کا طلب گارسمندر کا پانی پینے والے کی طرح ہے
کہ جس قدر پیتا ہے
پیاس اور لگتی ہے۔
![]() |
امام-غزالی-کے-اقوال-زریں |
Famous quotes of imam Ghazali
“Insaan ka sab se bada kaarnama ye hai
ke wo apne dil aur zuban ko
qabu mein rakhe ’’
امام غزالی کے اقوال زریں
انسان کا سب سے بڑا کارنامہ یہ ہےکہ وہ اپنے دل اور زبان کو
قابو میں رکھے۔
![]() |
Imam-Ghazali |
Imam Ghazali sayings
“Tum parde mein wo kaam na karo
jo logon ke saamne
nahi kar sakte’’
امام غزالی
تم پردے میں وہ کام نہ کروجو لوگوں کے سامنے
نہیں کر سکتے۔
![]() |
Famous-hazrat-imam-Ghazali-Quotes-in-urdu |
Urdu quotes imam Ghazali
“Sabr ki kadwahat, ilm ki mithaas
aur amal ki sakhti wo dawa hai
jis se dil ki
har beemari ka ilaj ho sakta hai’’
Urdu quotes in urdu
صبر کی کڑواہٹ، علم کی مٹھاساور عمل کی سختی وہ دوا ہے
جس سے دل کی
ہر بیماری کا علاج ہو سکتا ہے۔
![]() |
Imam-Ghazali-quotes-Islamic |
Islamic imam Ghazali Aqwal
“Dost jo sirf tumhari achchi halat ka dost ho
aur bure waqt mein kaam na aaye
usse bachna chahiye
kyun ke wo sab se bada dushman hai’’
Aqwal e zareen
دوست جو صرف تمہاری اچھی حالت کا دوست ہواور برے وقت میں کام نہ آئے
اس سے بچنا چاہیے۔
کیونکہ وہ سب سے بڑا دشمن ہے۔
![]() |
Imam-Ghazali-quotes-about-education |
Famous hazrat imam Ghazali quotes in urdu
“Kisi ki pehchan ilm se nahi hoti
balke adab se hoti hai
kyun ke ilm to iblees ke paas bhi tha
lekin wo adab se mahroom tha’’
Imam Ghazali quotes in urdu
کسی کی پہچان علم سے نہیں ہوتیبلکہ ادب سے ہوتی ہے
کیونکہ علم تو ابلیس کے پاس بھی تھا
لیکن وہ ادب سے محروم تھا۔